Zakir Khan is a famous Indian stand-up comedian, writer, poet, and YouTuber and popularly known as “Sakht Launda”. He has won the title of ‘India’s Best Stand Up’ at Comedy Central. He is also a talented shayar and romantic poet which is hidden from the world. Zakir Khan shayari is popular among his fans.
Zakir Khan was born and raised in Indore, Madhya Pradesh to a Rajasthani Muslim family, originally from Sikar, Rajasthan. He in an interview, Zakir Khan discusses his shyari and poem. He told, On a train journey to Delhi, he wrote the first poem was “Mai Soonya Pe Sawar Hoon” at 3:00 A.M. He also wrote “Apne Aap Ke Bhi Piche Khara Hain Mera“, “Bus Ka Intezar Karte Huye“. Poems and shayari by zakir khan touch the emotion of love and feeling in the most relatable manner.
Wo titali ki tarah aayi aur meri Zindagi ko baag kar gayi,
Mere zitane napaak the irade unhe bhi paak kar gayi. – Zakir Khan
Kaamyaabi tere liye humme khud ko kuch yun taiyaar kar liya,
Maine har jazbaat bazaar mein rakh kar ishtehaar kar liya. – Zakir Khan
Bus ka intezaar karte hue Metro main khade khade Rickshaw main bethe hue,
Gehre shunya main kya dekhte rehte ho Gum sa chera live kya sochte rehte ho,
Kya khoya kya paya ka hisaab nahi lgaa paye na iss baar bhi Ghar nahi jaa paye na iss baar bhi – Zakir Khan
Apne aap ke bhi peeche khada hun main Ki zindagi kitna dheere chala hun main Mujhe jagane jo or bhi haseen hoke aate the Unn khwabon ka sach samjh kr soya raha hun main Zindagi kitna dheere chala hun main – Zakir Khan
Mere do chaar khwaab hai jo main asmaan se door chahta hu
Zindagi chahe gumnaam rahe lekin maut main mashoor chahta hun – Zakir Khan
Jante Ho who agar hazar baar julfein na sware toh uska guzara nahi hota, Waise dil bohot said hai uska inn harkaton mein koi ishara nahi hota.
Khuda Ke waste, Khuda ke waste use kabhi rok na dena, Uski azaadi se usee kabhi tok na dena, Ab meh nahi tum uske dildaar ho toh sun lo, Usse acha nahi lagta!! – Zakir Khan
Ab koi hag se haath pakadkar mehfil mein dobara nahi baithaata
Sitaaron ke beech se suraj banne ke kuch apne hi nuksaan hua karte hai – Zakir Khan
Use main kva, mera khumar bhi mile toh berahmi se torh deti hai.
Who khwab me aati hai mere, phir as kar mujhe chhod deti hai. – Zakir Khan
Har ek dastoor se bewafai, maine shiddat se hai nibhai.
Raaste bhi khud hai dhundhe, our manzil bhi khud banayi – Zakir Khan
Maana ki tumko ishq ka tazurba bhi kam nahi, Humme bhi baagh mein hain kai titliya udaayin. – Zakir Khan
Har ek copy ke peeche kuch na kuch khaas likha hai,
Bas iss tarah tere mere ishq ka itihaas likha hai,
Tu duniya main chahe jahan bhi rahe,
Apni diary mein maine tujhe paas likha hai. – Zakir Khan
Bewajeh bewafaaon ko yaad kiya hai, Galat logon pe bahut waqt barbaad kiya hai. – Zakir Khan
Mere kuch sawal hai jo sirf kayamat ki raat puchunga tumse, Kyunki uske pehle tumhari or meri bait ho sake uske layak nahi ho tum – Zakir Khan
Bahut masum ladki hai ishq ki haat nahi smjhti Naa jane kis din main khoyi rehti meri rant nahi smjhti – Zakir Khan
ये कुछ सवाल हैं
जो सिर्फ क़यामत के रोज़ पूँछूगा
क्योकि उसके पहले
तुम्हारी और मेरी बात हो सके
इस लायक नहीं हो तुम ।। – जाकिर खान
तेरी बेवफाई के अंगारों में
लिपटी रही ये रूह मेरी,
मै इस तरह आग ना होता जो
हो जाती तू मेरी.. ।। – जाकिर खान
Bewajeh Bewafaaon
ko Yaad kiya hai,
Galat logon pe Bahut
Waqt Barbaad kiya hai – Zakir Khan
Har ek Dastoor se Bewafai
Maine Shiddat se Nibhayi
Raaste bhi khud hi Daundhe
Manzil bhi khud Banayi – Zakir Khan
Har ek copy ke peeche,
Kuch na kuch khaas likha hai,
Bas is tarah tere mere ishq ka
Itihaas likha hai,
Tu duniya main chahe
Jahan bhi rahe,
Apni diary mei maine tujhe bs
Paas likha hai – Zakir Khan
MAANA KI TUMKO BHI
ISHQ KA
TAJURBA KAMM NAHI,
HUMNE BHI TO BAAGO
MEIN HAI, KAYI
TITLIYA UDAAYI – Zakir Khan
ISHQ KO MAASUM REHNE
DO, NOTEBOOK KE
AAKHRI PANNE PAR,
AAP USSE KITAABON
MEIN DAAL KE MUSHKIL
NA KIJIYE – Zakir Khan
KAMYAABI,TERE LIYE
HUMNE KHUDKO KO KUCH
YUN TAIYAAR KAR LIYA,
MAINE HAR JAZBAAT
BAAZAR MEIN RAKH KAR
ISHTEHAAR KAR LIYA – Zakir Khan
Zakir Khan Shayaris are famous among youth and his poems are beautiful and heart-warming.
Also Read:
Vodafone Idea (Vi) offers various customer care channels to address user concerns, whether related to…
Fresh Flowers are a beautiful way to celebrate the Christmas season, bringing life, color, fragrance,…
After a long stretched sluggishness which lasted for months, the buzz has returned back to…
Hey there, crypto geeks! Have you ever liked to send and receive cryptocurrencies, though there…
Cryptocurrency has become a popular topic of discussion in recent years. It has gained significant…
Cryptocurrency has come a long way since its inception, and the past year has been no…